Wednesday, March 19, 2008
Thursday, March 13, 2008
yeh hai dil ka maamla
jab kissi se pyar ho jaaye tu phir neend ur jaati hai aur na khaane ka aur na hi peene ka koi hosh rahta hai aur issi ko pyar kehte hain
yeh dil ka mamla hai aur iss ko dil waale hi samaj sakte hain.
iss baare main kissi ke bi achhe comment ko khush amdeed kaha jaaye ga.
mera sohna shaher
yeh mera pyra shehr jalalpur jattan
iss ki galiyaan muje yaad aati hain
iss ke taaste yaad aate hain
iss ke rehna waale yaad aate hain
apne bachpan ke saathi yaad aate hain
apne shehr ki har cheez, har jaga aur iss ki hawain yaad aati hain
iss ki galiyaan muje yaad aati hain
iss ke taaste yaad aate hain
iss ke rehna waale yaad aate hain
apne bachpan ke saathi yaad aate hain
apne shehr ki har cheez, har jaga aur iss ki hawain yaad aati hain
hamara shehar
muje apna shehar bahut yaad aata hai uss ki galiyaan yaad aati hain uss ke raste yaad aate hain wahan par apne bachpan ke langutiye yaad aate hain apne shehar ki har baat ,har jaga aur har banda yaad aate hain
Labels:
views
Subscribe to:
Posts (Atom)